Mera Saaya Saath Hoga – Hindi Lyrics
| Song: Tu Jahan Jahan Chalega Lyrics Movie: Mera Saaya (1966) Singer: Lata Mangeshkar Music: Madan Mohan Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan |
Tu Jahan Jahan Chalega Mera Saaya Saath Hoga – Lyrics in Hindi
तू जहाँ जहाँ चलेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया, मेरा साया,
मेरा साया, मेरा साया,
कभी मुझको याद करके,
जो बहेंगे तेरे आँसू
तो वहीं पे रोक लेंगे,
उन्हें आ के मेरे आँसू
तू जिधर का रुख करेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया..
तू अगर उदास होगा,
तो उदास हूँगी मैं भी
नज़र आऊँ या ना आऊँ,
तेरे पास हूँगी मैं भी
तू कहीं भी जा रहेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया..
मैं अगर बिछड़ भी जाऊँ,
कभी मेरा ग़म न करना
मेरा प्यार याद करके,
कभी आँख नम न करना
तू जो मुड़के देख लेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया…
मेरा ग़म रहा है शामिल,
तेरे दुख में, तेरे ग़म में
मेरे प्यार ने दिया है,
तेरा साथ हर जनम में
तू कोई जनम भी लेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया..
Lyrics of Movie Songs by Lata Mangeshkar –
- आ लौट के आजा मेरे मीत
- Hamein Aur Jeene Ki Chahat Na Hoti - Agar Tum Na Hote
- Satyam Shivam Sundaram
- ऐ मेरे वतन के लोगों
- Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho- Piano Notes
- Mere Khwabon Mein Jo Aaye
- Chalte Chalte Yunhi Koi Mil Gaya Tha – Pakeezah
- Lata Mangeshkar Songs Lyrics
- लग जा गले के फिर ये, हसीं रात हो ना हो
- Tumhari Nazar Kyon Khafa Ho Gayi
Lyrics of Film Songs by Madan Mohan –
Harmonium Notations Hindi Songs
[ohs2]
Bhajan Keyboard Notation
[bj2]
Tu Jahan Jahan Chalega Mera Saaya Saath Hoga – Lyrics
(Click For Mera Saaya Saath Hoga – Hindi Lyrics)
Too jahan jahan chalegaa,
mera saaya saath hogaa
Mera saaya, meraa saayaa,
mera saaya, meraa saayaa
Kabhi mujh ko yaad kar ke
jo bahenge tere aansoo
To wahiee pe rok lenge
unhe aa ke mere aansoo
Too jidhar ka rukh karegaa,
meraa sayaa saath hoga
Too agar udaas hogaa,
to udaas hongee main bhi
Najar aaoo, yaa naa aaoo
tere paas hoongee main bhee
Too kahee bhee jaa rahega,
meraa saayaa saath hoga
Main agar bichhad bhi jaaoo,
kabhi meraa gam naa karanaa
Mera pyaar yaad kar ke,
kabhi aankh nam naa karanaa
Too jo mud ke dekh legaa,
meraa saaya saath honga
Mere gam rahaa hain shaamil
tere dukh mein, tere gam mein
Mere pyaar ne diyaa hain,
teraa saath har janam mein
Too koee janam bhi legaa,
meraa saayaa saath hogaa
Too jahan jahan chalegaa,
mera saaya saath hogaa
Mera saaya, meraa saayaa,
meraa sayaa, mera saaya
| Song: Tu Jahan Jahan Chalega Mera Saaya Lyrics Movie: Mera Saaya (1966) Singer: Lata Mangeshkar Music: Madan Mohan Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan |
Lyrics of Movie Songs by Raja Mehdi Ali Khan –
Lyrics of Hindi Movie Songs –
- Aane Wala Pal Jane Wala Hai
- Majrooh Sultanpuri Songs Lyrics
- Ajeeb Dastan Hai Yeh
- Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha
- Sajan Re Jhoot Mat Bolo
- Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai
- Laxmikant Pyarelal Songs Lyrics – Hindi Lyrics
- Hothon Se Choo Lo Tum
- Kisiki Muskurahato Pe Ho Nisar - Keyboard Notes
- Chukar Mere Man Ko Kiya Tune Kya Ishara Lyrics