Antakshari Songs List – Alphabetical (with 4 Lines)



Song List

Piano Notes
Harmonium Notes (Piano Notes in Hindi)


Aa Laut Ke Aja Mere Meet
Aa laut ke aja mere meet
Tujhe mere geet bulate hain
Mera soona pada re sangeet
Tujhe mere geet bulate hain
– Rani Roopmati (Lata Mageshkar, Mukesh)


Aadmi Jo Kehta Hai
Adami jo kehta hai, adami jo sunta hai
Zindagi bhar wo sadaaye peechha karti hai
Adami jo deta hai, adami jo leta hai
Zindagi bhar wo duayein peechha karti hai
– Majboor (Kishore Kumar)


Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marane kaa iraadaa hai
Kaanton se khinch ke ye aanchal
Tod ke bandhan baandhe paayal
Koi na roko dil kii udaan ko
Dil wo chalaa ha ha ha ha


Aaj Unse Milna Hai Hame
Aaj unse milna hai humein
Chalo unke liye kuchh lete chalein
Aur unko duaayein dete chalein
Thodi gunjiya vunjiya lete chalein
Thodi barfi warfi lete chalein


Aaja Sanam Madhur Chandni Mein
Aaja sanam madhur chaandani mein hum
tum mile to viraane mein bhi aa jaayegi bahaar
Zumane lagegaa asamaan,
zumane lagegaa aasamaan


Aane Se Uske Aaye Bahar
Aane se uske aaye bahar
Jane se uske jaye bahar
Badi mastani hai meri mehbooba
Meri zindagani hai meri mehbooba


Aane Wala Pal Jane Wala Hai
Aane wala pal jane wala hai
Aane wala pal jane wala hai
Ho sake toh isme zindagi bita do
Pal jo yeh jane wala hai


Aankh Marey O Ladki Aankh Mare
Aankh maare, O ladki aankh marey
Aankh maare, O ladki aankh marey
Dil dhadkaye, seeti bajaye
Beech sadak pe nakhre dikhaye
saare, Ho karke ishare
O ladki aankh marey


Aankhon Mein Teri Ajab Si Adaayein Hain
Aankhon mein teri
ajab si, ajab si, adaayein hain
Dil ko bana de jo patang
Saansein ye teri wo hawaayein hain


Aao Bachcho Tumhe Dikhaye Jhanki Hindustan Ki
Aao bachcho tumhe dikhaye jhanki hindustan ki
Is mitti se tilak karo ye dharti hai balidan ki
Vande Mataram, Vande Mataram
Vande Mataram, Vande Mataram


Aapke Pyaar Mein Hum Savarne Lage
Aapke pyaar mein hum savarne lage
Dekh ke aapko hum nikharne lage
Is kadar aap se hum ko mohabbat hui
Toot ke baazuon mein hum bikharne lage


Aapki Nazro Ne Samjha Pyar Ke Kabil Mujhe
Aap ki nazron ne samjha
pyar ke kaabil mujhe
Dil ki ae dhadakan thahar ja
mil gayee manjil mujhe


Aashayein – Aashayein Khile Dil Ki
Aashayein aashayein aashayein aashayein
Kuch paane ki ho aas aas
Koi armaan ho jo khaas khaas
Aashayen aashayen aashayen aashayen
Har koshish mein ho waar waar
Kare dariyaaon ko aar paar
Aashayein aashayein aashayein


Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe
Aate jate khoobsurat, awara sadkon pe
Kabhi kabhi ittefaq se
Kitne anjaan log, mil jaate hain
Unmein se kuchh log, bhool jaa te hain
Kuchh yaad reh jaate hain


Abhi Mujh Mein Kahin – Agneepath
Abhi mujh mein kahin
baaki thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nayi
Jaana zinda hoon main toh abhi
Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera


Adha Hai Chandrama Raat Aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaye teri meri
baat aadhi mulaqat aadhi
Aadha hai chandrama


Ae Dil Hai Mushkil – Title Track – Tu Safar Mera
Tu safar mera, Hai tu hi meri manzil
Tere bina guzaara, Ae dil hai mushkil
Tu mera Khuda, Tu hi duaa mein shaamil
Tere bina guzaara Ae dil hai mushkil


Ae Watan Ae Watan Humko Teri Kasam
Ae watan, ae watan hum ko teri qasam
Teri raahon mein, jaan tak lutaa jaayenge
Phool kya cheez hai, tere kadmonpe hum
Bhent apne saron ki, chadhaa jaayenge


Ae Watan, Mere Watan (Raazi)
Ae watan, watan mere, aabad rahe tu
Main jahan rahoon, jahaan me, yaad rahe tu
Ae watan, merey watan
Tujh pe koi gham ki Aanch aane nahin dun
Kurbaan meri jaan tujhpe Shaad rahe tu


Agar Tum Mil Jao
Agar tum mil jao, zamana chhod denge hum
Tumhe pa kar zamaane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao, zamana chhod denge hum


Agar Tum Saath Ho – Pal Bhar Thahar Jaao
Pal bhar thahar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karun
agar tum saath ho
Agar tum saath ho


Aisa Des Hai Mera – Dharti Sunehri Ambar Neela
Dharti sunehri ambar neela har mausam rangeela
Aisa des hai mera ho Aisa des hai mera
Bole papiha koyal gaaye, saawan ghir ke aaye
Aisa des hai mera, ho aisa des hai mera


Ajeeb Dastan Hai Yeh
Ajeeb daastan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na woh samajh sake na hum


Akele Hain To Kya Gum Hai
Akele hain to kya gum hai
Chahe to hamare bas mein kya nahin
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam


Allah Ke Bande – Toota Toota ek Parinda
Allah ke bande hasde Allah ke bande
Jo bhi ho kal phir aayega
Toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya


Ankhiyon Ke Jharokhon Se

Apni To Jaise Taise, Thodi Aise Ya Waise

Are Re Are Ye Kya Hua – Dil To Pagal Hai

Aur is Dil Mein Kya Rakha Hai – (with Music Notes)

Aye Malik Tere Bande Hum – Updated

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal

Aye Mere Humsafar Ek Zara Intezaar

Aye Mere Pyare Watan

Aye Mere Watan Ke Logo

Aye Watan Tere Liye – Dil Diya Hai Jaan Bhi Denge


B

Badan Pe Sitare Lapete Huye

Bade Achhe Lagte Hai – Updated

Badi Der Bhai Nandlala

Baharon Phool Barsao – Piano Notes

Bahut Pyar Karte Hai Tumko Sanam

Balam Pichkari Jo Tune Mujhe Mari

Banwari Re Jeene Ka Sahara

Behti Hawa Sa Tha Woh

Bekarar Karke Hamen Yun Na Jaiye

Bekhayali – Kabir Singh (2019)

Bhagwan Hai Kahan Re Tu

Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai

Bheed Mein Tanhai Mein


C

Chadhta Suraj Dheere Dheere Dhal Jaayega

Chaha Hai Tujhko, Chahunga Har Dam

Chahun Main Ya Naa – Tu Hi Ye Mujhko Bata De

Chal Akela Chal Akela Tera Mela

Chalte Chalte Mere Yeh Geet

Chalte Chalte Yunhi Koi Mil Gaya Tha – Pakeezah

Chalte Chalte Yunhi Ruk Jata Hoon Main

Chalti Hai Kya 9 Se 12 – Piano Notes

Chand Mera Dil Chandni Ho Tum

Chand Si Mehbooba Ho Meri

Chand Sifarish Jo Karta Hamari

Chandan Sa Badan Chanchal Chitwan

Chandi Jaisa Rang Hai Tera, Sone Jaise Baal

Chandni O Meri Chandni – Rang Bhare Baadal Se

Chehra Hai Ya Chand Khila – Sagar Jaisi Aankhon Wali

Chhodo Kal Ki Baatein

Chhoti Chhoti Gaiya, Chhote Chhote Gwal

Chingari Koi Bhadke, to Sawan Use Bujhaye

Chithi Na Koi Sandesh

Chookar Mere Man Ko, Kiya Tune Kya Isharaa

Chura Ke Dil Mera Goriya Chali

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko


D

De Di Hame Azadi – Sabarmati Ke Sant

Dekhte Dekhte – Sochta Hoon ke Woh Kitne Masoom

Deva Shree Ganesha Deva

Dhoom Machale Dhoom Machale Dhoom

Dil Apna Aur Preet Parai

Dil De Diya Hai, Jaan Tumhe Denge

Dil Galti Kar Baitha Hai (2021)

Dil Hai Chota Sa Choti Si Asha

Dil Hai Ke Manta Nahin

Dil Ibadat Kar Raha Hai

Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar

Dil Kya Kare Jab Kisi Se

Dil To Bachcha Hai Ji – Rahat Fateh Ali Khan

Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai

Dilbar Dilbar – Hosh Na Khabar Hai

Do Dil Mil Rahe Hain Magar Chupke Chupke

Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahani

Doston Is Jamane Ko Kya Ho Gaya

Piano Tutorial